Saturday 21 September 2019

Detox process of body and mind , मैं अपने शरीर का और दिमाग का डिटॉक्स कैसे करूं

Aj kal hum roj detox Ka naam  sunte hai yeh kya hai,
 iska matlab kya hai, kya  isko Karna health
 ke Acha hota hai, isko kis Tarah Kiya jata hai.  Aiyye aj jante hai
 inh sab sawalo ke bare mein.


Toxin Ka matlab hota hai harmful substances and
 Detox Ka matlab hota hai toxin ko hatana
Matlab Jo bhi toxin humare body mein chalegaye
 hai unko hatane ko ya bahar nikalne ke process
 ko hum detoxification kehte hai. Ab app yeh 
soachege ki hum toxin directly toh khate nai phir kyunki.
 Aj kal humare har chig mein toxins hai, air, water,
 vegetables, fruits, grains ur hum Jo dawaiya
 khate hai wo sab bhi toh chemical he hote hai. 
Artificial chemical not made by nature. Isliye
 detoxification Karna bahut jaruri hota Hai.


Detox mahine mein 2 Baar ya 15 din mein ek Baar 
jarura Karna Chahiye, ya app isko Apne roj ke lifestyle
 mein add Kar sakte. Waise har Kisi insan Ka body 
type alag alag hota hai isliye effective detoxification
 har insan ke according Hona Chahiye. Iske liye app 
Kisi ache dietitian ya doctor se bhi consult Kar sakte.
 Lakin Kuch common tarike hai jisko sab log use 
Kar sakte hai taki wo Kisi na kisi Tarah apni body
 detox Kar sake. 


Ab hum detoxification ke tariko ko samjhte hai:


  • ISS process ko start Karne Ka sabse
 phela ingredient hai water. Isko apne ache se peena
 hai. Jis se apke Sharir ke Sare harmful chemical
urine,stool, sweating ur breathing ke through bahar 
Nikal jaye. But it doesn't mean app 6-7 liter Pani 
pe Jaye aj kal yeh bahut trend mein hai. Bahut Sara
Pani peena. Peena hai but apni capacity ke according.
 Males/men can drink 3-3.5 liters per day
Female/women can drink 2-2.5 liters per day.
 Humko apni kidney pe access workload nai dalna.


  • Vegetables, fruits or smoothies- try to eat 
salad or make smoothies out of them. Aur
 ab inko aapko empty stomach lena hai kuchh
 fruits and vegetables jab hum empty stomach lete
 hain to woh as a cleansing agent ka kam
 karte Hai hamari body ke andar aur detoxify karte 
Hain through stool and sweat. Vegetables and fruits
 mein aap lemon,beetroot ,tomato, pineapple,
 Amla,karela, lahsun aur aisi bahut se fruits and 
vegetables hai jinko aap detoxification process 
mein use kar sakte hain.


  • Stop consuming alcohol yah bahut kam matra
 mein lena-detoxification ka sabse pahla rule hai agar
 aap sharab peete Hain to aapko woh band karni
 padegi ya usko kuchh time ke liye chhodana padega
 jisse ki aapka liver  and blood detoxify ho sake.
 Agar aapka liver sahi hai to Aapka Puri body ke function
 bahut acche se karta hai. liver ko detoxify karne ke liye 
aapko papaya ka regular consumption and boiled
 kishmish overnight bheegoi hui subah khali peth intake
 karni hai. Kum se kum 1 hafta ur Jada 2 hafte.


  • Skin detoxification ke liye apko ek din apne 
chehre pe Bina Kuch lagaye usko aise he nude chordna
 padhega after face wash. Agar hosake toh face wash bhi 
Kisi natural ingredient se Kar le like besan and phir usko
 aise he chord de no tonner no mosituriser nothing. 
This will help the skin to restore it's natural balance.


  • For good mental health,mind detoxification is also
 important, iske liye aap regular yoga kijiye meditation 
kijiye. Yaa app  jis bhi religion mein believe karte hain use
 religion ke hisab se aap prayer kijiye agar aap Kisi religion
 mein believe Nahin karte hain to meditation kijiye.


  • Regular exercise bhi to detoxification ke liye bahut
important hai kyunki exercise karne se ek to mental stress
 kam Hota Nd aapka mind detoxify hota hai dusri taraf 
exercise karne se aapka extra fat extra calories burn 
hoti hai and you do the good sweating which flushout the toxins.


  • Stop consuming sugar or limit its usage or switch
 to natural sweeteners- detox ka ek aur sabse bada 
step hai ki aapko sugar Lena band karna hoga ya 
uski consumption ko bilkul na ke barabar karna hoga
 aur agar aap sugar Lena band nahin kar sakte ya
 uski limit ko Kam Nahin kar sakte to aap sugar ki
 jagah aur dusre natural sweeteners Jaise Guur, 
Stevia or brown sugar ya shakar Jo mishri se Bani
 hun us Ka use kijiye.


main aapse 2 detox drink ki recepie  share kar rahi hun 
pheli recepie ko aap har 15 din mein ek din yah 2  din 
try kar sakte hain Nd dusri ko app one month tak le
sakte hai.


Recipe 1
Ingredients: 
1 liter Water.
1 lemon/orange/2 amla.
1 inch ginger.
5-6 basil leaves.
10-15 leaves of mint/coriander.
 1 liter glass jar/bottle.
In sabko jar/bottle milla ke Raat Bhar ke chord dena hai.
 Ab yahi Pani next day morning aap ko peena hai according
 to your requirement. You can make this more than 1 liter 
and increase the ingredients accordingly.


Recipe 2 
Ingredients
1-2 beetroots
1-2 carrots
1 tomato
Small bunch of coriander leaves
½ Karela (optional)
1 Amla.
Black salt a pinch.
 Put all these lovely vegeis in smoothie jar or blending jar 
and blend them if paste is thick u can add water or less 
amount of veggies. Drink this smoothie empty stomach.


Yah smoothie aap ki sirf detoxification mein he help nai karegi
 Saath mein yeh weight loss mein bhi help karegi.
 isko aapko subah khali pet Pina hai koi bhi nashta karne se pahle.


Eat healthy and stay fit and happy.


App health, beauty ur lifestyle se Jude questions 
direct mere se Puch sakte hai. Mere ko Instagram
 pe follow Kar ke.


Answer given by:


Sonam
Beauty, health and 
lifestyle's blogger
Makeup artist
Lakme academy







मैं अपनी स्किन के अनुसार फाउंडेशन कैसे चुनु/how can I choose Foundation according to skin and color





Foundation kaise chune Apne rangat
 aur tvacha ke anusar.


Aajkal makeup karna kis ko Pasand 
Nahin Hai. ham sab achha makeup karna 
chahte hain lekin achcha makeup karne
 ki kafi techniques Hoti Hai jinka hum ko
 pata Hona chahie Jaise humara aaj ka topic
 hai ki hum Foundation kaise chune Jo humare
 chehre ke rang ke anusar ho aur plus humari
 skin ke sath bhi Mel khata hun.


 Foundation ka matlab hota hai neev agar hamari
 neev acchi hai to uske upar Kiya hua koi bhi kam
 yah rang bahut acche se khil kar aata hai isiliye
 kahate Hain, Humara Foundation yah
 base Sahi Hona bahut jaruri hai to aaiye samjhe
  ki hum Sahi tarike se Foundation kaise chune.


Sahi Foundation chunne Ka tarika aapko
 Apne skin ke rang kya Uske undertone ke rang se
 pata chalta hai.humko hamesha Foundation Apne 
rangat ke hisab se kharidna chahiye Na to humen 
Apne rang se dull rang ka Foundation Lena chahie
 na hi humen Apne rang se gore rang ka Foundation
 Lena chahie humen Apne tvacha ke bilkul same 
rang ke jaisa hi Foundation Lena chahiye.


Foundation select karne ka sabse Sahi
 tarika Hota Hai,Jo Foundation Ka rang aapko 
apni tvacha se ekadam match karta Hoya lagr,
 usko aap apne neck pe ya gaal ke side mein 
laga kar check Karen kabhi bhi Foundation ko 
hath ke upar laga kar check nahin karna chahie 
kyunki hamare hath ka colour aur hamare chehre
 Ka colour ek sa Nahin Hota isliye Kai bar yah hota
 hai ki hum Foundation hath per check Karke lekar
 aate Hain aur jab vahi rang Apne chehre per lagate 
Hain to hamara chehra alag hi lagta hai.


Foundation chunne ka dusra tarika yah hai ki 
humko Foundation Apne skin type ke according
 kharidna chahie Jaise agar humari skin oily Hai
 to hum ko liquid Foundation kharidna chahiye
 agar hamari skin dry Hai to hamen cream base
 Foundation Lena chahie halaki har Foundation
 ki coverage  alag alag Hota Hai.


Yeh 2 tarike apko apna Sahi Foundation 
choose Karne bahut help karegi ur iska 
result 90%-100% tak milega.

App health, beauty ur lifestyle se Jude questions
 direct mere se Puch sakte hai.
 Mere ko Instagram pe follow Kar ke .

Answer given by:


Sonam
Beauty, health and
 lifestyle's blogger
Makeup artist
Lakme academy

Saturday 25 May 2019

मानव के खोपड़ी की हड्डियों की संख्या कितनी है

Asked By : Nikhil   ( Ynot App )

The number of bones in human skull is-

मानव के खोपड़ी की हड्डियों की संख्या कितनी है?

(a) 22

(b) 30

(c) 32

(d) 40

-------------------------------------------------------------
Answered By : Kiran (Top Voted)

Correct Answer:(a) 22

The human skull is generally considered to consist of twenty-two bones—eight cranial bones and fourteen facial skeleton bones.

मनुष्य की खोपड़ी (Skull) में कुल अस्थियों (Bones) की संख्या 22 होती है जिनमें से 8 मस्तिष्क के चारों ओर का मस्तिष्क खोल (Brain case) अर्थात कपाल (Cranium) बनाती हैं। शेष हड्डियों में से 14 हड्डियां हमारे चेहरे का कंकाल बनाती हैं ।

Ynot App : को जरूर डाउनलोड करें इसमें आप उसमें आपको GS सीखने में और तैयारी करने में बहुत मदद मिलेगी | यह बहुत best तरीके से डिजाइन किया गया

Ynot   : GS  सुधारें  सभी Goverment Exams   के लिए

















अगर आप इंग्लिश सीखना चाहते हैं तो आप इस लिंक को देखें 


Learn English With Delhi Mam


https://ynot.membrainsoft.com/2020/10/english-speaking-over-video-and-phone.html?m=1



-----------------------------------------------------------------------------------

500-gk science question pdf notes


https://ynot.membrainsoft.com/2021/01/500-gk-science-question-pdf-notes.html


-----------------------------------------------------------------------------------

Modern Physics Notes , hand written notes

https://ynot.membrainsoft.com/2021/01/modern-physics-notes-hand-written-notes.html



-----------------------------------------------------------------------------------

Grammer PDF , Active and passive voice notes PDF Tenses notes Reporting verb Aderb Helping verb Conjunction Preposition Indefinite words

https://ynot.membrainsoft.com/2020/12/grammer-pdf-active-and-passive-voice.html




-----------------------------------------------------------------------------------

Vedic Maths / Speed Trick

Square of 3 digit number  , Square of 2 digit number ,

Square of number 200 , 300 , 400  , Square of number near 1000 -Square of number with unit digit 5 , Square of number repeating digit- https://ynot.membrainsoft.com/2021/01/vedic-maths-speed-trick-square-of-3.html

 


-----------------------------------------------------------------------------------

Short Trick For Disease's

https://ynot.membrainsoft.com/2020/12/short-trick-for-diseases.html

 

 

-----------------------------------------------------------------------------------


Constitution PDF notes in Hindi https://ynot.membrainsoft.com/2020/12/constitution-pdf-notes-in-hindi.html

 

-----------------------------------------------------------------------------------

1857 pdf notes Hindi

https://ynot.membrainsoft.com/2020/12/1857-pdf-notes-hindi.html


-----------------------------------------------------------------------------------


Mahatma gandhi PDF notes महात्मा गांधी PDF नोट्स

https://ynot.membrainsoft.com/2020/12/mahatma-gandhi-pdf-notes-pdf.html


-----------------------------------------------------------------------------------

भारतीय जलवायु तथ्य नक्शा

 वन क्षेत्र संकेत भारतीय नक्शा 

भारतीय प्रमुख अपवाह तंत्र नक्शा


https://ynot.membrainsoft.com/2020/12/pdf-ynot-app-download-ynot-app-httpsplay.html


-----------------------------------------------------------------------------------


Vitamins,  विटामिन, Water Soluble  , Fat Soluble  , ssc , railway exams , upsi , goverment exams

https://ynot.membrainsoft.com/2019/02/vitamins.html


-----------------------------------------------------------------------------------


Rivers of india , tributories , gangatic plain , deccan river , ganga , yamuna brahmaputra , godavri , kaveri ,  भारत की सभी मुख्य नदियां और उनकी सहायक  नदियां

https://ynot.membrainsoft.com/2020/08/rivers-of-india-tributories-gangatic.html


-----------------------------------------------------------------------------------

भारतीय वनस्पतियों का वर्गीकरण

 कोपेन का जलवायु वर्गीकरण 

 कोपेन का जलवायु वर्गीकरण का आधार

 महासागरीय  राशियां

अरब सागर की शाखा 

 मृदा का वर्गीकरण  कृषि

https://ynot.membrainsoft.com/2020/12/blog-post.html


-----------------------------------------------------------------------------------

Ocean notes PDF महासागर प्रशांत महासागर प्रशांत महासागर के तथ्य अटलांटिक महासागर हिंद महासागर आर्कटिक महासागर दक्षिण महासागर


https://ynot.membrainsoft.com/2020/12/ocean-notes-pdf.html




Search Any topic , section , query